Sheikhpura Mein Bihar Chikitsa And Jan Swasthya Samiti Sangh Ka baithak
Bihar ke sheikhpura antargat town hall mein aaj dinank 24-10-2019 ko bihar chikitsa and swasthya jila samiti sangh ka baithak hua jismein jila mantri chuna jana tha.
Jile ke sabhi block se karmchari ek jut ho kar iss pawan bela ka sakshi bane.
Suraksha Gard ka mahatvapurn yogadan raha.
Sheikhpura Mein Bihar Chikitsa |
And Jan Swasthya Samiti Sangh Ki Baithak Sampanna hua. |
Isi jagah par meeting kiya jis jagh par se chunav ke darmayan jila mantri chuna gaya.
Sangathan mein bihar and patna se mantri gan bhi aaye
Ek trfa voting se jit hua jila mantri ka koi bhi kisi parkar se virodh nahi kiya gaya.