Bahubali vidhayak anant singh ka Thikana badal diya gaya.
vidhayak anant singh jiska Thika beur jail raha karta tha ab usse bhagalpur bheja jaiyega.rato rat Ig ke dwara liya gaya faishla taki samarthko se door rakha jaye Bata de ki kuch dino mein vidhansabha ka chunav hone wala hai. Nolshi news se bat karte hue ye bataya.
Bahubali ka kis bat ka dar tha
Bahubali anant singh saja ke taur par beaur jail mein rakha gaya tha lekin usse iska dar tha k kahin usse yaha se hata nahi diya gaya ho.
Kyu badal diya anant singh bahubali ka thikana
![]() |
Bahubali Anant Singh Vidhayak Ka Badal Gaya Thikana |
Batana chahenge ki vidhayak anant singh par jis mukdama k bajh se beaur jail mein rakha gaya tha ab uska naya thikhana bhagalpur ke central jail mein bhejne ke liye jail IG ne adhesh jari kar diya hai.
Ab usse beaur jail se bahubali ka naya thikana aaj se bhagalpur ho jaiyega.
Anant singh vidhayak ko Bhagalpur Jail mein rakha jaiyega
Patna ke beur jail se bhagalpur ke centeral jail tak jane ke darmiyaan bahut sare samarthak aise hain jo ki anant singh vidhayak se milne ki koshis kare.
Kisi bhi tarah ki pareshani ka saman na ho iske liye jail Ig ne adesh jari jald se jald kar diya aur sabhi tarh ka suraksha ka baybstha bhi kar diya jiss se ki samarthak se surksha ho sake.